If you are looking for Khaja Garib Nawaz Shayari, you need to stop searching for it more! It is because you have reached the perfect place.
In this article, we will help you to know the Khwaja Garib Nawaz Shayari. So, keep reading this post till the end!
List of Khwaja Garib Nawaz Shayari
20+ Best Poetry about Khwaja Garib Nawaz
1. Mera bigda waqt sawaar do, Mere khwaja mujhko nawaz do
Teri ek nigah ki baat hai, Meri zindagi ka sawal hai
4. Kwaja-e-Hind Wo Darbaar Hai Aa’laa Teraa,
5. Ya Khvaaja Gareeb Navaaz , Mujhe Rahane Ke Lie Kisee Aashiyaane Kee Jaroorat Nahin,
Tera Dar Hee Kaaphee Hai Jindagee Bitaane Ke Lie !! khvaaja Gareeb Navaaz Urs Mubaarak
Read more: Free Laptop by Shehbaz Sharif
6. Yaa Kwaja Tumhare Roze Par Aaise Bhi Diwaane Aate Hai..
Uoors Ka Bahanaa Hota Hai, Taqdeer Bana Ne Aate Hai.. Ajmer Sharif Urs Mubarak
7. Usey kya mitaye duniya
Jise apne nawaza
Nakse kadam pe tere
yeh gulam chal raha hai
Teri rehmaton ka dariya
Sare aam chal raha hai
Khwaja ji…
8. Nabee Kee Aankh Ke Taare Alee Kee Jaan Hai Khvaaja,
Husain Ibne Alee Ke Martabe Kee Shaan Hai Khvaaja.
Mujhase Agar Poochhe Koee Ke Tera Vaasta Kya Hai,
Pakad Ke Khvaaja Kee Jaaliya Kah Doonga.
Mera Imaan Hai Khvaaja.
9. Milta hai humko kya kya khwaja teri gali mein
Shauhrat teri gali mein rutba teri gali mein
Man mein khushi ke phool khile hai
Aaj mohe more khwaja mile hai
Khushiyan manao bhai jhum ke hai
More angna moinuddin aaye hai
10. Hind mein har jagah aapka noor hai
Yeh qaramaat zamane mein mashhur hai
Aapne murda insaan ko zinda kiya
Mere khwaja piya mere khwaja piya
11. ᴅɪʟ ᴋɪ sᴜɴᴀᴛᴇ ʜᴀɪɴ ᴛᴜᴊᴋᴏ, ᴅɪʟᴏ ᴊᴀᴀɴ sᴇ ᴘʏᴀʀᴀ ʜᴀɪɴ ᴛᴜ
ᴅɪʟ sᴇ ᴍᴀɴᴀᴛᴇ ʜᴀɪ ᴛᴜᴊʜᴋᴏ, ʜᴜᴍ ɢᴀʀɪʙᴏ ᴋᴀ ᴀsʀᴀ ʜᴀɪɴ ᴛᴜ
ᴀᴀᴛᴇ ʜᴀɪɴ ʜᴜᴍ ɢᴀʀɪʙ ᴛᴇʀᴇ ᴅᴀʀ ᴘᴀʀ
ǫ ᴋɪ ʜᴜᴍ ɢᴀʀɪʙᴏ ᴋᴀ ɢᴀʀɪʙ ɴᴀᴡᴀᴢ ʜᴀɪɴ ᴛᴜ
Hoke Maayoos Tere Dar Se Savaalee Na Gaya,
Jholiya Bhar Gaee Sabakee Koee Khaalee Na Gaya..!!! Hak Moeen Ya Moeen.
ᴋᴀᴅᴍᴏ ᴍᴇ ᴛᴇʀᴇ ᴀᴘɴᴀ sɪʀ ʀᴀᴋʜᴅᴜ,
ᴛᴇʀᴇ ᴘᴀɪʀ ᴋᴇ ᴛᴀʟᴡᴏ ᴋᴇ ɴɪᴄʜᴇ ᴀᴘɴɪ ᴢɪɴᴅᴀɢɪ sᴀᴡᴀʀᴅᴜ,
ᴀʙ ᴛᴏ ᴇᴋ ʜɪ ᴋʜᴡᴀʙ ʜᴀɪ ᴋʜᴡᴀᴊᴀ,
ᴀᴘɴɪ sᴀʀɪ ɴᴀsᴀʟ ᴛᴇʀᴇ ᴘᴀɪʀᴏ ᴍᴇ ʀᴀᴋʜᴅᴜ.
12. Khali ho jiski jholi uski jholi bhar deta haiAe
mere khwaja piya tu jiske sar bhi hath dhar deta hai
13. Mila hai mil raha hai aur milega toh usi dar se
Mere khwaja teri chaukhat se khali jaa nahi sakta
14. Teri yaad se khwaja mere dil mein ujala hai
Hum khwaja wale hai suno ji hum khwaja wale hai
15. Tujhko bheja madine se sarkar ne
Rabb ke mehboob nadiyon ke sardar ne
Mustafa jaan ae rehmat ki tu hai sadaa
Mere khwaja piya mere khwaja piya
16. Ajmer mujhe pahuncha de khuda
Chadar main chadhaun phoolon ki
Chhoote na kabhi tera daman
Ya khwaja moinuddin hasan
17. Mujko karna na dar se judaa kabhi khwaja ji
Dil jo deewana bana hai toh bana rehne do
18. Kyun gair se hum jakar kahe gam ka fasana
Darbar_ae_shenshah se jo manga hai paya
19. Hume naaz hai bas tujh par Kisi har pae naaz nahi
Tere jaisa zamane mein koi
Banda namaaz nahi
Tere dene dilane ka
Andaz nirala hai
Kisi aur ka duniya
Mein aisa andaz nahi
20. Hum ko maloom hai jannat ki haqiqatLekin dil ko khush rakhne ka
Galib yeh khayal acha hai…
That was all about Khaja Garib Naaz Shayari, Hope you will enjoy it!